Nashe me dhut saari quam
Kaun yahan hosh me jee rha hai
Dusron se kya isko lena dena
Insaan khudgarzi se tu jee rha hai
Khuli hui aankhon se tu
Jalta hua sab dekh rha hai
Jeene ka tareeka yahan
Kaise badal rha hai
Hui bahut khooni shaam
Pahad yahan imaarat ban rha hai
Junglon se kya isko lena dena
Insaan khudgarzi se kyu jee rha hai
Khuli hui aankhon se tu
Ujadta hua sab dekh rha hai
Jeene ka tareeka yahan
Aise badal rha hai